Friday, 20 March 2015

Phir Bewafa Ko Dost Bana Baithe


1) Hum kitne bewafa hain Ki ek dum unke dil se nikal gaye,
    Mere dost unme kitni wafa thi Ki aaj tak humare sil se nahi gaye....

2) Teri bewafai ne mera ye haal kar diya hai ki,
     Ab main nahi rota log mujhe dekh kar rote hain....

3) Bus ek khata humse ho gayi,
    Had se zyada mohabbat unse ho gayi,
    Hum nazar na utha sake kisi or ki taraf,
    Aur wo kehte hain ki humari chahat bewafa ho gayi....

4) Phir bewafa ko dost bana baithe,
    Uski sadgi se fareb kha baithe,
    Pathoron se hai apna rishta purana,
    Phir bhi shishe ka ghar bana baithe...














Phir bewafa ko dost bana baithe,
uski sadgi se fareb kha baithe,
pathoron se hai apna rishta purana,
phir bhi shishe ka ghar bana baithe..

“Bewafa woh nahi sayad hum hi kharab the,
Zaher ki jarurat nahi hum mar jayenge ‘Sharab’ se;
Kanto ka dard to hume mahesus hi nahi hua,
Shayad bepanah ‘Pyar’ tha hume us najuk Gulab se.. ”

Usne keh diya k bhul jana,
humne bhi keh diya k yaad mt aana,
wafa ki baat jab ayi vo bewafa nikle,
kyuki humne maana jo kaha usne,
par humara kaha usne na maana....