My Poetry - A Call of Broken Heart


lonely in world, I Love You
Hum Unhe Bhula Na Paye

Hum Unhe Bhula Na Paye.....


"Lakh Khoshishe Ki Unhe Bhulane ki,
Magar Bhula Na Sake;
Unki Har Ek Nishani Ko Mitta Dala,
Magar Dil Main Bashi Unki Yadoin Ko Mitta Na Sake;
Unki Tasveero Ko Jala Dala,
Magar Dil Mein Bashi Tasveer Jala Na Sake;
Hum Unko Bhula Na Sake....."


"Na Duniyan Humari Mohabbat Ko Samaj Payi,
Na Wo Humari Mohabbat Ko Jaan Paye;
Duniyan Ke Liye Hum Awara Ho Gaye,
Unke Liye Hum Ek Bhuli Dasta Ho Gaye"


"Ye Mohabbat Bhi Kitni Ajeeb Cheej Hai,
Jo Kabi Humara Ho Nhi Sakta,
Aksar Ushi se Hi Ye Kyu Hoti Hai;
Ankhon ka pani, Ankhon ke anshoon tujhe bulate hai
Bhula Na Sake
Sayad Tabi Log Kaha Karte Hai,
Mohabbat Ki Nhi Jati, Ho Jati Hai"

"Kaise Unhe Hum Bewafa Ka Illjaam De,
Sara Kasoor To Ish Dil Ka Hai;
Ghadi - Do - Ghadi Ke Sath Ko,
Mohabbat Samaj Baitha Tha Ye Dil"





shaam dhale, emptiness, sunapan, lonely boyHumhe Lijhne Ka Kab Shonk Tha....  

"Humhe likhne ka kab Shonk tha,
Ye mohabbat cheej hi aesi hai Gerry;
Jab lafjo mein bayain na ho Paye to,
Dil se nikal kar kitabon mein Simat jati hai." 

"Aesi mohabbat ki thi Humne,
Jise lafjo mein Bayain na kar paye;
Akshar log pucha karte hai Humse,
In kitabon mein itna kyu koye Rehate ho;
Hum bhi har bar Mushkra dete,
Par ye na kheh Pata hai ki;
In kitabon mein humne Woh Lamhe samet rakhe hain;
Jo kabhi humne unke Sath bitayein the." 

Hum Jante Hai Wo Ghair Hai...

I quit, I don't want to live, bewafa hai, ghair hai wo
"Bus itni si Khata ho gayi Humse,
Dil ushe de diya,
Jo jindagi bhar sath rehne ka Humse Vada lekar;
Khud chod gaye Tanha humhe is Jahan mein,
Ae Khuda katte nahi Tanha ab ye Tanhaiyon ke Lamhe;
Bus itni si Rehmat kar de Mujh Par,
Ya to ushe Mujhe lauta De,
Ya fir Mujhe apne Jahan mein bhula le."


"Hum jante hai wo ghair hai, kisi aur ke hai,
Fir bi unhe kisi aur ki bahon mein dhek kar,
Na jane kyu dil machal uthta hai, tadap uthta hai;
Ek awaj si ati hai dil se,
Laut ayenge wo humari bahon mein,
Chod kar daman ghair ka."



Door Humse Woh Rehane Lage Hai...

dooriyaan, judai, love hurts"Door humse woh rehane lage hai,Sayad ab unhe humari kwahish nhi,Tarash ata hai humein unpar ye soch kar;Humse to door woh reh lenge,Humari yadoin se kaise khud ko dur rakhenge".

"Tanha gujar rahe the gumon ki andheri galiyon se,
Khusiyon ka chirag liye mil gaya koi raho mein,
Do char kadam humare safar mein ujjala kar;
stranger i love you, break up, tanhaiyan, sad pics, sad boy & girlChal diya woh humse door,
Khud ko humari manzil bana kar"


"Koi kitna badal sakta hai yaro,
Ye humne unshe milkar jana;
Jinke gumo mein bhi humne khusiyan bhar di,
Apne gumo ko bhi bhulakar jinhe hashna shikhaya;
Ushi ne humein toffa gumo ka diya,
Ye keh kar ki tum hastein bahut ho".



"Unki Mohabbat Mein" 

"Aise Badnaam hue hai hum unki Mohabbat mein,
Ki apne hi Sehar ki Galiyon se gujur nhi patein hai;
Yaro ab Ghairo se kya Shikwa kare,
Humare apne hi hum par Hastein hai;
Ki aise Badnaam hue hai hum unki Mohabbat mein,
Dhekh humari halat Zindagi bhi hum par Hasti hai;
Yaro ab ush Bewafa se kya Shikwa kare ,
Jab Zindagi hi hum se Bewafai kar gayi;
Ki aise Badnaam hue hai hum unki Mohabbat mein."



Ghatai Se Bunde Barasne Lagi Hai...

Sad Boy in Rain, Barish ki Bhunde, Ankhon mein Nami"Ghatao se Bunde barasne lagi hai,
Ankhon se Neer bhane lagein hai;
Sawan ki Bunde uski Adaon ki yaad dilati hai,,
Ankhon ka Neer uski Bewafai ki kahani kehta hai." 

"Ghatao se fir Bunde barasne lahi hai,
Viran is Registan ko fir se Nam kar gayi Bunde;
Shukh chuka tha in Ankhon ka Pani,
Fir se in Ankhon ko Nami de gayi Bunde." 



“Aaj phir dil machal utha"

sad pics, sad boy, bin tere, suni shame, lonely“Aaj phir dil machal utha,
Dhekh unki tasweer dil tadap utha,
Kayi dino se daba rakhe the dil mein armaa kayi,
Dhek unki jhalak sare armaa jagh uthe,
Aaj phir dil machal utha,
Unse milne ko dil tadap utha,
Chod aaye the jinki khatir wo galiyan,
Luat jane ka phir se un galiyon mein armaa jagh utha.”


“Bin tere har sham suni hai,
Rat ki khamoshi m tujhe mashsus karta hu,
Na jane konsi duniya m chali gayi ho,
Is jahan se mujhe tanha kar ke.”


“Laut rahe hai wo apne watan,
Humhe apne hi watan mein tanha kar ke,
Chand lamho ke liye humein apna banakar,
Humhe apno se hi begana kar gaye wo.” 



1 comment:


  1. This post is really informative to all kind of people. I am very happy to see the post. I will request you to give more information about this. I have gotten many knowladable speech form here. I have also website where you can get some knowledge which may be for your welfare. Visit here…..
    Broken Heart

    ReplyDelete