Har Ek Se Milna Uski Aadar Thi,
Vo Jisko Tanhaayi Se Darr Lagta Tha,
Magar Tanhaayi Me Rehna Uski Aadat Thi,
Hum Uske Saath Chal Diye,
Ye Jaante Huye Bhi,
Raah Me Har Ek Ko Chhod Dena, Uski Aadat Thi......"
Raah Me Har Ek Ko Chhod Dena, Uski Aadat Thi......"
"Tu raat ka chand or main din ka suraj,
Isliye to hum me itni doori hai,
Mere doob jaaney ko bewafai na samajh,
Teri chandni ke liye mera doobna zarori hai....."
"Un
aansuo ko kya ginu jo girte he teri yad me,
ye to nazrana hai tera jo dega gawahi mere pyar ki,
todata rahega wo har waqt muje, par tut kr b chahata rahunga tujhe....."
ye to nazrana hai tera jo dega gawahi mere pyar ki,
todata rahega wo har waqt muje, par tut kr b chahata rahunga tujhe....."
"Ab
intjaar ki aadat si ho
gayi hai,
khamoshiyo se ek chahat si ho
gayi hai.
Na shikwa na shikayat karne ki
jaroorat hai.
Ab to is tanhayi se mohabat si ho
gayi hai......"
gayi hai,
khamoshiyo se ek chahat si ho
gayi hai.
Na shikwa na shikayat karne ki
jaroorat hai.
Ab to is tanhayi se mohabat si ho
gayi hai......"
bahut sundar geet!, isse pahle ke geet-gazal aur kavitayen padhi, bahut sundar likhte hain, aap. magar roman me kyun, hindi me kyun nahi?
ReplyDeleteSukariya. hindi mein typing problem ati hai aur jayda knowledge bhi nhi hai hindi mein type karne ki, to roman mein hi likta hu.
Delete