"Wo Dil Hee Kya Jo Teray Milnay Ki Dua Na Karay
Mein Tujhko Bhool Kay Zinda Rahoon Khuda Na Karay
Rahay Gaa Saath Tera Saath Zindagi Ban Kar
Ye Aur Baat Hay Meri Zindagi Wafa Na Karay
Ye Theek Hay Nahin Marta Koi Judai Mein
Khuda Kisi Ko Kisi Say Magar Juda Na Karay
Agar Wafa Pay Bharosa Rahay Na Duniya Ko
To Koi Shakhs Muhabbat Ka Hosla Na Karay
Sunaa Hay Usko Muhabbat Duaaein Deti Hai
Jo Dil Pay Chot To Khaye Magar Gila Na Karay
Bujha Diya Hai Naseebon Nay Meray Pyaar Ka Chaand
Koi Diya Meri Palkon Pay Ab Jala Na Karay
Zamana Dekh Chuka Hay Parakh Chuka Hay Usay
Jaan Say Jaye Ye Ilteja Na Karay"

"Apni baton main mere naam ke hawale rakhna,
Mujh se door ho to khud ko sambhale rakhna..
Na khone dena mere beete lamhon ko
meri yadon ko bare pyar se sambhale rakhna..
meri yadon ko bare pyar se sambhale rakhna..
Tum lot aoge itna yaqeen hai mujhko
mere liye kuch waqt nikalay rakhna..
mere liye kuch waqt nikalay rakhna..
Dil ne bari shida'dat se chaha hai tumhemere liye apne andaz wohi purane rakhna........"
"Aaj dulhan ke lal jode me use uski sakhiyo ne sajaya hoga..
meri jaan ke gore hatho ko mehndi se sajaya hoga..
Bahut gehra chadha hoga mehndi ka rang, us mehndi me usne mera naam chupaya hoga..
reh-reh ke ro padi hogi jab ajb usko khayal aya hoga..
Khud ko dekha hoga aaine me to aks mera bi nazar aya hoga..
lag rahi hogi bahut sunder wo aaj, dekhkar chand bi usko sharmaya hoga..
Aaj meri jaan ne apne maa baap ki ijjat ko bachaya hoga..
usne beti hone ka farz nibhaya hoga..
Majbur hogi aaj sabse jyada, sochta hu kis tarah usne khud ko samjhaya hoga..
khud ko majbut bana ke meri yaadon ko mitaya hoga..
Dukhi hogi janta hu mein, mere bina usne kuch na khaya hoga..
kese sambhala hoga usne jab usne khud ko fero me jalaya hoga....."
kese sambhala hoga usne jab usne khud ko fero me jalaya hoga....."
No comments:
Post a Comment